Skip to main content

Sher Aaya Sher Song Lyrics - Divine | Gully Boy


Song : Sher Aaya Sher
Singer : DIVINE
Lyrics : DIVINE
Music : Major C
Movie : Gully Boy
Song Label : Zee Music Company








Sher Aaya Sher Lyrics



Sher ki jubani sun ye sher ki kahani
Yahan Rap nahi hota tere waham ko bhagadi
Ladkiyan na gaadi apni alag hi aabadi
Asal Rap ka jwala tere aatma mein jaga di
Kyunki farak hai, (Aa) Tujhe chhedne ki talab hai
Tu nakli wala marad, mardangi pe kalank hai
Haiwaniyat ki sakal,
Jitni tujhme garmi usse jyada garam mera kalam
Kyu itna besharam
Kya kaam ka woh aaj jisme tera kal nahi
Kya kaam ka woh kaam jisme tu safal nahi
Bal nahi, Dimag ki jarurat, tere bhai ki hukumat
Sachchai ki yeh surat

Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Sachchai ki hai lehar
Har mohalle mein khere

Ab dadagiri band kar tu chal toh samhal kar
Khud ko tu dhundh ke tu usko amal kar
Nakli guroor usko mashal kar
Nakli wazood usko kuchal kar
(Aa) Jara kam kar shaanegiri kam kar
(Aa) Jara kam kar lukhhegiri kam kar
(Aa) Dhandha kar jo bukhar tere sar par kam kar
Guroor yeh khatam kar
(Aa) Jara kam kar shaanegiri kam kar
(Aa) Jara kam kar lukhhegiri kam kar
(Aa) Dhandha kar jo bukhar tere sar par kam kar
Guroor yeh khatam kar

Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Sachchai ki hai lehar
Har mohalle mein khere

Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher
Aaah



Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

EMIWAY - SAMAJH MEIN AAYA KYA Lyrics

SAMAJH ME AAYA - Lyrics: Emiway Bantai's diss track to Raftaar.   Singer:   Emiway Bantai Music:   Flamboy Lyrics :   Emiway Bantai Shot by:  Happy Video Edited:   Emiway and Happy SAMAJH MEIN AAYA KYA - Lyrics Raftaar ka interview dekha main, Usme usne bola Emiway kamaya kya? Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya, Wo saara paisa bantai tune lagaya kya? Maine kamaya kya? Maine gawaya kya? Maangne ko paisa me ghar tere aaya kya? Haa main aaya tha taufa saath laaya tha, Bhai maanta tha aur tune bataaya kya? Emiway kamaya kya? Maine jantaa kamaaya chhote Samajh me aaya kya? Haa samajh me aaya kya? Samajh me aaya kya? ( Hundred and one percent, i am the biggest) (Manna kya hai?) Vivian Divine ne bhi bola tha party me Emiway paisa kamaya kya ? 101 taka tu khud ko bada bole, Hahahaha, mazaak hai kya ? Label se aane ke baad tera kaam bana, Lekin mera naam aur bantai se bana kya biggest hai to tere saamne hi Bahut...

Kaam Bhari Song Lyrics - GULLY BOY | Kaam Bhaari

                    Song :  Kaam   Bhaari          Artist/Lyrics :  Kaam   Bhaari  Music  :  Ankur   Tewari  &  Kaam   Bhaari  Music lebel :  Zee   Music   Company  Movie :  Gully   Boy                             Kaam Bhaari Song  Gully gang kare Gu-Gully gang kare Gully gang kare Gu-Gully gang kare Gully gang kare khalli balli bang bang Number kaari dost sari talli puri gang-gang Falli thodi haters ke thovde pe plan plan Jod tode inke humne todd mode tang-tang Baje gana dhangg Bachkana thode beats Jhopdi ke bol bolun Khopdi mein mere weed Rokdi mile hai inhe thokne ki muje aaj Naukri mile hai jaise lottery ka kaam kaaj Mera naam bana kaam bhaari Kaam bhaari ne d...

EMIWAY - KHATAM Lyrics | Reply to Raftaar | Underground HipHop

Khatam Ly rics : Emiway Bantai's   third diss track to Raftaar, reply to Raftaar's diss track A*ime H*ntai. Singer: Emiway Bantai Music: Bass Mutants Lyrics : Emiway Bantai Shot by: Happy Video Edited: Emiway and Happy Khatam Lyrics Ae Khatam nahi hua Chu**** Ae what up kya bolte sab log Emiway Bentai maloom hai naa Nahi maloom hai toh sunn Kya bola tu? Emiway ka Scene change kar dunga Bhagwan hai kya be? Mene jo bhi kiya hai na Khud se kiya hai Aur kya bolta hai Main Russs copy karta hoon Abey main inspiration leta hoon Inn sab logoon se Eminem, Russ sab artist ko dekhta hoon Tere jaise nalle paav ko dekh ke Nahi sheekhta hoon main Aur bolta hai Raftaar ko pehle sunta tha Abey line samajh meri jaan 2014 mein hi tere ko diss kar diya tha me Kyuki tu bohat nakli ban raha tha tabhi se Sunn! Main waapas aa gaya Tu fir se darega Diss tera flop hua Ab kyaa karega Main pehle se famous tha shaane Tu kya mera chote scene change kare...