Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Divine gully boy

AZADI LYRICS - Gully Boy | DIVINE & Dub Sharma

Song : AZAADI  Singer : Divine,   Dub   Sharma Lyrics :  Divine,   Dub   Sharma Music :  Divine,   Dub   Sharma Movie :  Gully Boy Azadi Song Lyrics Azadi Bhukhmari se, azadi Haan bhed bhaav se, azadi Haan pakchhwaad se, azadi Hum leke rahenge, azadi Tum kuchh v kar lo, azadi Azadi... Azadi... Azadi... Ha tera pinjra mein jaal ni khana Parindya ne udd jaana tera pinjra Tera mukk jaana sara lana baana Parindya ne udd jaana tera pinjra Ha tera pinjra mein jaal ni khana Parindya ne udd jaana tera pinjra Tera mukk jaana sara lana baana Parindya ne udd jaana tera pinjra Haan, Bahot baithe chupchaap Kya ghante ka insaaf Desh kaise hoga saaf Inki neeyat mein hai daag Sirf karte rahenge baat Alag shakal wahi jaat Vote milne par ye khaas Fir gayab pure saal Haan mera bhai yeh toh noto ki sarkar hai na Note se banate apne beto ko ye star hai na Kitne bekaar kyun ye aapas mein jhankaar hai na Ba...

DOORI LYRICS - Gully Boy | Ranveer Singh

pic source: Youtube Doori Lyrics : This is the new song from the movie Gully Boy, Sung by Ranveer Singh. Song : Doori Singer : Ranveer   Singh Lyrics : Divine,   Javed   akthar Movie : Gully   Boy Music : Rishi   rich Doori Song Lyrics Koi mujhko yeh bataaye Kyun yeh doori aur mazboori Is duniya ki kya story Kiske hath mein iski dori Right mein building asmaano ko chu rahi Left mein bachchi bhookhi sadkon pe so rahi Kaisi yeh mazboori Paisa rehna hai zaroori Nahi to kaise hogi poori teri seenazori Lambi gaadi jitni kiski khuli Aaye chawal ki khaali bori ae Paison se bhari poori Kaisi yeh mazboori Haan, bol na Ab dekho to hum paas hain lekin Socho kitni doori hai Ab kaisi yeh mazboori hai Ab socho kitni doori hai x (2) Yeh to saara 200 taka done hai Jitna kala tera man, utna kala tera dhan Do tafra shoot karte bole gun Yeh tarfa karte hain chilam Wahan pe peti peti dhan Yahan pe kheti kheti gandh Ek duniya m...

Sher Aaya Sher Song Lyrics - Divine | Gully Boy

Song : Sher Aaya Sher Singer : DIVINE Lyrics : DIVINE Music : Major   C Movie : Gully   Boy Song Label : Zee   Music   Company Sher Aaya Sher Lyrics Sher ki jubani sun ye sher ki kahani Yahan Rap nahi hota tere waham ko bhagadi Ladkiyan na gaadi apni alag hi aabadi Asal Rap ka jwala tere aatma mein jaga di Kyunki farak hai, (Aa) Tujhe chhedne ki talab hai Tu nakli wala marad, mardangi pe kalank hai Haiwaniyat ki sakal, Jitni tujhme garmi usse jyada garam mera kalam Kyu itna besharam Kya kaam ka woh aaj jisme tera kal nahi Kya kaam ka woh kaam jisme tu safal nahi Bal nahi, Dimag ki jarurat, tere bhai ki hukumat Sachchai ki yeh surat Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher Ab Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher Bhag-bhag-bhag aaya Sher aaya Sher Sachchai ki hai lehar Har mohalle mein khere Ab dadagiri band kar tu chal toh samhal kar Khud ko tu dhundh ke tu usko amal kar Nakli guroor usko mashal kar Nakli wazood usko kuchal ka...