Skip to main content

Kaam bhari Jaag jao lyrics

Rapper- Kaam Bhari
Kaam bhari Jaag Jao 



Jaag jao  Jaag jao
Jaag jao Jaag jao
Jaag jao Jaag jao
Jaag jao Jaag jao  X2

Kaam bhaari karo
Naaste ko khari khao
Sumdi me jake maro sutta
Ek kaam karo
Jate jate daan karo
Buddi ko chacha ko mama ko Hafta
Toli meri puri sath me hai
Baat me hai bohot dum
Aur hum karenge tatta
Chori kiya maine abbu ka
Botal
Jo Pakda gaya to fir khaunga fatka
Dabbe me dabba or dabbe me joker hai
Fokat ki thokar aur dhakko ki local hai
Kam pade paisa to
Bambai ki local hai
Jeb kati meri kal
Miracle ho gaya re
Bhai log bole raada hua clg ka
Khada hua thoda phoda
Ina mina jyada hua
Badi badi baate vadapav khate jake
Bhag bhag bhag chote
Line lage moti moti
Bhai log karo jara kaamdham tum
India ko karo jara london tum

Muze kya pata tha ki main rap karega
Achha karega ki back karega
Jo bhi karega dhinchak karega
Fatapat dhap dhap
Ghapp ghap karega
Main to jump karega
Kanpati me
Dj me nachinga ganpati me
Shanpatti karega to kanpati pe
Phatphati khelenge zhatpati pe

Lyrics by:    kaam bhari

kaam bahri mandavli lyrics

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

EMIWAY - SAMAJH MEIN AAYA KYA Lyrics

SAMAJH ME AAYA - Lyrics: Emiway Bantai's diss track to Raftaar.   Singer:   Emiway Bantai Music:   Flamboy Lyrics :   Emiway Bantai Shot by:  Happy Video Edited:   Emiway and Happy SAMAJH MEIN AAYA KYA - Lyrics Raftaar ka interview dekha main, Usme usne bola Emiway kamaya kya? Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya, Wo saara paisa bantai tune lagaya kya? Maine kamaya kya? Maine gawaya kya? Maangne ko paisa me ghar tere aaya kya? Haa main aaya tha taufa saath laaya tha, Bhai maanta tha aur tune bataaya kya? Emiway kamaya kya? Maine jantaa kamaaya chhote Samajh me aaya kya? Haa samajh me aaya kya? Samajh me aaya kya? ( Hundred and one percent, i am the biggest) (Manna kya hai?) Vivian Divine ne bhi bola tha party me Emiway paisa kamaya kya ? 101 taka tu khud ko bada bole, Hahahaha, mazaak hai kya ? Label se aane ke baad tera kaam bana, Lekin mera naam aur bantai se bana kya biggest hai to tere saamne hi Bahut...

Kaam Bhari Song Lyrics - GULLY BOY | Kaam Bhaari

                    Song :  Kaam   Bhaari          Artist/Lyrics :  Kaam   Bhaari  Music  :  Ankur   Tewari  &  Kaam   Bhaari  Music lebel :  Zee   Music   Company  Movie :  Gully   Boy                             Kaam Bhaari Song  Gully gang kare Gu-Gully gang kare Gully gang kare Gu-Gully gang kare Gully gang kare khalli balli bang bang Number kaari dost sari talli puri gang-gang Falli thodi haters ke thovde pe plan plan Jod tode inke humne todd mode tang-tang Baje gana dhangg Bachkana thode beats Jhopdi ke bol bolun Khopdi mein mere weed Rokdi mile hai inhe thokne ki muje aaj Naukri mile hai jaise lottery ka kaam kaaj Mera naam bana kaam bhaari Kaam bhaari ne d...

EMIWAY - KHATAM Lyrics | Reply to Raftaar | Underground HipHop

Khatam Ly rics : Emiway Bantai's   third diss track to Raftaar, reply to Raftaar's diss track A*ime H*ntai. Singer: Emiway Bantai Music: Bass Mutants Lyrics : Emiway Bantai Shot by: Happy Video Edited: Emiway and Happy Khatam Lyrics Ae Khatam nahi hua Chu**** Ae what up kya bolte sab log Emiway Bentai maloom hai naa Nahi maloom hai toh sunn Kya bola tu? Emiway ka Scene change kar dunga Bhagwan hai kya be? Mene jo bhi kiya hai na Khud se kiya hai Aur kya bolta hai Main Russs copy karta hoon Abey main inspiration leta hoon Inn sab logoon se Eminem, Russ sab artist ko dekhta hoon Tere jaise nalle paav ko dekh ke Nahi sheekhta hoon main Aur bolta hai Raftaar ko pehle sunta tha Abey line samajh meri jaan 2014 mein hi tere ko diss kar diya tha me Kyuki tu bohat nakli ban raha tha tabhi se Sunn! Main waapas aa gaya Tu fir se darega Diss tera flop hua Ab kyaa karega Main pehle se famous tha shaane Tu kya mera chote scene change kare...