SAMAJH ME AAYA - Lyrics: Emiway Bantai's diss track to Raftaar.
Singer: Emiway Bantai
Music: Flamboy
Lyrics: Emiway Bantai
Shot by: Happy
Video Edited: Emiway and Happy
SAMAJH MEIN AAYA KYA - Lyrics
Raftaar ka interview dekha main,
Usme usne bola Emiway kamaya kya?
Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya,
Wo saara paisa bantai tune lagaya kya?
Maine kamaya kya?
Maine gawaya kya?
Maangne ko paisa me ghar tere aaya kya?
Haa main aaya tha taufa saath laaya tha,
Bhai maanta tha aur tune bataaya kya?
Emiway kamaya kya?
Maine jantaa kamaaya chhote
Samajh me aaya kya?
Haa samajh me aaya kya?
Samajh me aaya kya?
( Hundred and one percent, i am the biggest)
(Manna kya hai?)
Vivian Divine ne bhi bola tha party me
Emiway paisa kamaya kya ?
101 taka tu khud ko bada bole,
Hahahaha, mazaak hai kya ?
Label se aane ke baad tera kaam bana,
Lekin mera naam aur bantai se bana
kya biggest hai to tere saamne hi
Bahut saare votes ke saath "people choice award" uthaya kya?
Sign hona bura nahi lekin mere hote hue khud ko bada bolna nahi
Bolne ka hai to phir asli independent banke dikhane ka,
Sona chadhane ka,
Gehna lagane ka
Har mahine mere jaisa bantai video banane ka,
Kulfi rapperoon ko kulfa karane ka
Samajh mein aaya kya?
Kya bolneka bantai
Aur wo kulfi rapper ka naam kya hai ?
MC Stan
Haa, Mc Stan
Sun,
Mumda mumda chappal ka chamda
Taango ko todunga karenga bhangda
Murgi ka tangda, mumma-mumma ka jaa doodh pee
Ek kaam kar aake mera mo** pee
Bus naake pe, rail faate pe aur Mc Stan tu mere jha*** pe
Tere jaise jitne log soch rakhte hai,
Unlogo ko latkaunga taraju ke kaante pe
Samajh me aaya kya ?
Aaya kya Alien ke sakal ke, Aila Zaadoo
Abe mere maa baap nahi bolte paisa de ghar pe
Tu kaiko tension le raha tere sir pe?
22 Shaal ki umar mein dekh kahaa pe hoon
Tu jahan pe hai usse v wahan pe hoon
Aake dekh jaraa kaise main jeeta hoon
Bina shows kiye mehngi cheeje khata peeta hoon
Jeeta hoon, dikhawa nahi karta,
Chup rahta hoon main dhawa nahi karta,
To faida utha rheli public
Bantai ki public bole to takleef,
Takleef toh honi hai bantai hatela hai
Jo bhi aede chaale karta khule aam pela hai,
Khela hai khel maine khud ke tareeke se
Sabke flow ek hi tareeke ke,
Sabko pata hai kaun khud ke balboote pe
Nange pair nikla tha lekin aaj jute pe,
Jo bhi karta hoon dil se karta hoon
Sab kuch mere khud ke kamai ka
Gaadi le sakta hoon fir bhi me scooty pe kyu ?
Kyunki alag wajab tere bhai ka
Mujhse koi niche nahi mujhse koi upar nahi
Mumbai ki boli me rap karna tujhse nahi
Mujhse aur neazy se sikhele phir jaake likhele tab jaake dikhele
Samajh mein aaya kya?
(Samajh mein aaya kya?)
(Samajh mein aaya kya?)
(Samajh mein aaya kya?)
Ye log ne paisa kama liya sabkuch bana liya
Chaar-paanch saal ke liye milenge taaliyan
Uske baad gaayab ho jaate bichare
Inhe artist naa bolo inhe bolo Vijay Mallya
Haan, Samajh me aaya kya ?
Ye paise ke piche haa paagal hai
Isliye mujh jaise na khada kar payenge empire
Mera hi stadium, mera hi match or mere hi rules or main khud hi umpire
Bat la ball daal
Aaya kya?
Ye diss gaana nahi hai
Jis jis ko lag raha hai, ye diss gana hai
Ye diss gaana nahi hai ye sacchhai gaana hai
Sacchhai bolele apun
Bahut din shant the
Lekin abhi aur shant nahi rahunga main independent artist hoon
Aur koi hai kya yahan pe
Hai to batao
Karke dikhao
Haahahah, Maloom hai na
Peace
Samajh mein aaya kya?
Comments
Post a Comment