Skip to main content

Asli Hip Hop Song Lyrics - Ranveer Singh | Gully Boy

Song : Asli Hip Hop
Singer : Ranveer Singh
Lyrics : Spitfire
Movie : Gully Boy
Song lebel : Excel Movies



Khada hu kese main yahan pe ab na puchna
Dard shayari mein tujko chahiye sabut kya
Shikhar ye soch par juda hu main jameen se
Yakeen tumko na par agaya main yakeen se



Laakh nafratein ho saath maa ka pyar hai
Hansi hai uski jeet meri kaise jaun haar main
Kaat lo jubaan aansuon se gaunga
Gaad do beej hoon main pedh ban hi jaunga



Dil tha tut’ta tab Hip Hop mere saath tha 
Ujaale milne mein mujhe haan raat ka hi haath tha
Kalakaar main kalko aakar doon 
Yahi hai mera dharm meri dusri koi jaat na


Maa hai rab meri gully ye meri mashooka 
Ladka ayda main jhukane par bhi na jhuka 
Sun rahe jo mujhko beshumaar pyar unse
Banata geet main par main khud bana hu tumse


Gaur karlo meri batoon pe tum dhyan do
Naino ko main nam karu sukoon main deta kaan ko


Chillao jor se uthao apne haath tum 
Asli Hip hop se milaye Hindostaan ko
Hindostaan ko hanji Hindustaan ko
Asli Hip hop se milaye Hindustaan ko
Hindustaan ko hanji Hindustaan ko
Asli Hip hop se milaye Hindustaan ko

Comments

Popular posts from this blog

EMIWAY - SAMAJH MEIN AAYA KYA Lyrics

SAMAJH ME AAYA - Lyrics: Emiway Bantai's diss track to Raftaar.   Singer:   Emiway Bantai Music:   Flamboy Lyrics :   Emiway Bantai Shot by:  Happy Video Edited:   Emiway and Happy SAMAJH MEIN AAYA KYA - Lyrics Raftaar ka interview dekha main, Usme usne bola Emiway kamaya kya? Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya, Wo saara paisa bantai tune lagaya kya? Maine kamaya kya? Maine gawaya kya? Maangne ko paisa me ghar tere aaya kya? Haa main aaya tha taufa saath laaya tha, Bhai maanta tha aur tune bataaya kya? Emiway kamaya kya? Maine jantaa kamaaya chhote Samajh me aaya kya? Haa samajh me aaya kya? Samajh me aaya kya? ( Hundred and one percent, i am the biggest) (Manna kya hai?) Vivian Divine ne bhi bola tha party me Emiway paisa kamaya kya ? 101 taka tu khud ko bada bole, Hahahaha, mazaak hai kya ? Label se aane ke baad tera kaam bana, Lekin mera naam aur bantai se bana kya biggest hai to tere saamne hi Bahut...

Kaam Bhari Song Lyrics - GULLY BOY | Kaam Bhaari

                    Song :  Kaam   Bhaari          Artist/Lyrics :  Kaam   Bhaari  Music  :  Ankur   Tewari  &  Kaam   Bhaari  Music lebel :  Zee   Music   Company  Movie :  Gully   Boy                             Kaam Bhaari Song  Gully gang kare Gu-Gully gang kare Gully gang kare Gu-Gully gang kare Gully gang kare khalli balli bang bang Number kaari dost sari talli puri gang-gang Falli thodi haters ke thovde pe plan plan Jod tode inke humne todd mode tang-tang Baje gana dhangg Bachkana thode beats Jhopdi ke bol bolun Khopdi mein mere weed Rokdi mile hai inhe thokne ki muje aaj Naukri mile hai jaise lottery ka kaam kaaj Mera naam bana kaam bhaari Kaam bhaari ne d...

EMIWAY - KHATAM Lyrics | Reply to Raftaar | Underground HipHop

Khatam Ly rics : Emiway Bantai's   third diss track to Raftaar, reply to Raftaar's diss track A*ime H*ntai. Singer: Emiway Bantai Music: Bass Mutants Lyrics : Emiway Bantai Shot by: Happy Video Edited: Emiway and Happy Khatam Lyrics Ae Khatam nahi hua Chu**** Ae what up kya bolte sab log Emiway Bentai maloom hai naa Nahi maloom hai toh sunn Kya bola tu? Emiway ka Scene change kar dunga Bhagwan hai kya be? Mene jo bhi kiya hai na Khud se kiya hai Aur kya bolta hai Main Russs copy karta hoon Abey main inspiration leta hoon Inn sab logoon se Eminem, Russ sab artist ko dekhta hoon Tere jaise nalle paav ko dekh ke Nahi sheekhta hoon main Aur bolta hai Raftaar ko pehle sunta tha Abey line samajh meri jaan 2014 mein hi tere ko diss kar diya tha me Kyuki tu bohat nakli ban raha tha tabhi se Sunn! Main waapas aa gaya Tu fir se darega Diss tera flop hua Ab kyaa karega Main pehle se famous tha shaane Tu kya mera chote scene change kare...